Hazrat Mariyum Aur Hazrat Essa AS Ka Mukamil Waqia | Paak Daaman Aur Mojza-e-Paidaish | By Qadir Kalhoro

Hazrat Mariyum (AS) aur Hazrat Essa (AS) ka waqia Quran-e-Pak mein bayan kiya gaya aik bohat azeem aur imani qissa hai. Hazrat Mariyum (AS) ki paak daamani, ibadat aur sabr Allah ke haan misali hai. Allah ne apni qudrat se Hazrat Essa (AS) ko bina walid paida farmaya aur bachpan hi mein bolnay ka mojza ata kiya.

Is mukamil waqia mein bayan kiya gaya hai:

Hazrat Mariyum (AS) ka paak kirdar

Hazrat Essa (AS) ki mojzana paidaish

Bachpan mein guftagu ka mojza

Allah ki qudrat aur paigham

Is waqia se milnay wali ibrat aur naseehat

Yeh waqia humein sikhata hai ke Allah jis cheez ka irada kar le, us ke liye “ho ja” kehna hi kaafi hota hai.

Bayan: Qadir Kalhoro

#HazratMariyum #HazratEssa #IslamicStories #QuranWaqia #Mojza #IslamiBayan #QadirKalhoro